Blogger Par Blog Banane ke bad kya kare

Blog bana na ka bad new Blogger ka Mon me yea sabal jorur aata hai ki Blog tho bana liya or iska bad Kya Kare Blog me Kya korna chiya thaki jaldi Blog Grow Kare Jada se Jada Blog me Traffic aaye or Earning hona jaldi suru ho Jay new Blogger ke pas Blogging ka Jada information nahe hota hai kaise sob kuch korna chiya tho is Article me aapko Blogger Par Blog Banane ke Bad Kya kare  iska Bare me aapko Jan na ko milega agr aap iska bare me Jan na chate hai tho aap is Article ko Pura Read koria aapko Blogger Par Blog Banane ke bad Kya Kare iska bare jankari mil jayga.



Blogger Par Blog Banane ke Bad Kya kare

Blogger Par Blog Banane ke bad Kya Kare
Blogger par Blog Banane ke Bad Kya kare

Blog bana na ka bad usme kuch basic settings korne ki jorurot porta hai jaise Basic Settings, Meta Tags, Favicon, Design, Template, Wedget, Menu Bar, Search box, Share Button, Blog Pages, New Post, Search Engine, Blog Traffic, Google AdSense, make Money, insob ka bare me aapko Details me Jan ne ko milega.

1. Basic Settings


Blog Settings me aapko Blog ka kuch Basic Settings korna porega jaise isme Blog ka Title or Description lakh na porega Title Description lakh ne ka liya Blogger ka Dashboard me jaiye jana ka bad Settings por click koria or Basic Settings ka Title me Edit por click korka Blog Title type koria iska bad Description ka Edit por click korka aapna Blog ka Details type koria jaise is Blog me aap konse category ka Article Publish korenga iska bad save por click koria iska bad Blog ka Basic Settings ho jayga.

Blogger Par Blog Banane ke bad Kya Kare


2. Meta Tags

Blog me Meta Tags Description lakh na bohat important hota hai Meta Tags Description lakh ne ka liya Blogger ka Dashboard me jaiye Jane ka bad Seating por click koria iska bad Search Preference por click koria uska bad Edit por click koria iska bad Meta Tags Description type koria or SAVE por click koria.
Blogger Par Blog Banane ke bad Kya Kare

3. Favicon

Favicon lagaiye Favicon lagane ka liya Blogger ka Dashboard me jaiye jana ka bad Layout por click koria iska bad Edit por click korka Favicon laga sakta hai.
Blogger Par Blog Banane ke bad Kya Kare

4. Blog Design

Blog ko Acha se Design kore jab bhi koi user aapka blog me visit kore tab usko aapka Blog Dak kor acha Lage or usko Article clear dakna chiya thaki bo bar bar aapka blog me visit korta rohe.

5. Template Select


Blog ka liya Acha sa Template Select koria or Blog me upload koria Bohat se Website me Blogger Free Template mil jata hai download korka upload kor sakta hai Template Seo Friendly, mobile Friendly, fast loading etc hona chiya.

6. Blog Wedget

Blog me bekar Wedget ko remove koria or joruri Wedget ko Add koria joruri Wedget jaise Email Subscribe, Contact From, Facebook page, etc Agr aapka YouTube Channel hai tho YouTube Subscribe Button Add kor sakta hai.

7. Menu Bar


Blog ka Menu Bar me Blog ka post ka Category ko Add koria Thaki jab koi user visit kore aapka blog me tab usko aapka Blog me kon kon se topic hai usko asane se mil Jay or bo read kor sakta hai.

8. Search Box

Search Box bhi joruri hota hai yea Template me hota hai agr aapka Template me nahe hai tho usko add koria Search Box me koi user aapka blog ka Article ko Search korka Dund sakta hai.

9. Share Button

Blog me Social Media Share Button lagaiye kisi ko aapka blog ka Article acha laga tho bo use Share kor sakta hai Share Button jaise Facebook, Twitter, Instagram, LinkedIn, Pinterest etc.

10. Blog Pages


Blog me pages bohat important hota hai Blog me Pages baniye pages jaise Contact us, privacy policy, About us, etc.

11. New Post

Blog me New Post lakh kor Publish koria quality Content lakhiya jis se logo ko help ho sake aapki Article se logo ko Acha jankari mil sake publish korne se pale post ko On Page Seo korka Publish kore.

12. Search Engine

Aapna blog ko sobi search Engine me Submit kore thaki aapka Article ko Search Engine index kor sake or aapka Article Search Engine me Dund ne por mil Jay Search Engine jaise Google, Bing , etc.

13. Blog Traffic

Blog me Traffic Lane ka liya aap social media ka use kor sakta hai Social Media me aapna Article ko promote kor sakta hai Social Media me Article ko Share kor sakta hai jaise Facebook page, Twitter etc.

14. Google AdSense Account

Google AdSense Account Create koria iska bad aapna Blog ko Google AdSense se Approval Milne ka bad Google AdSense ka Ads Aapna blog me laga sakta hai.

15. Make Money

Blog se paise Kama ne ka bohat se raste hai jaise Ads laga kor paise Kama sakta hai affiliate marketing se paise Kama sakta hai or bhi bohat se torika se paise Kama sakta hai magr Blog se paise Kama ne ka liya sobse important hota hai blog ka Traffic jitna jaldi aapka blog ka Traffic increase hoga utna he jaldi aap blog se paise Kama sakta hai yea Sob aapka Work ka upor Depend korta hai.

                                 Articles

Free Blog Website kaise Banaye
Blog ki Traffic kaise Badhaye 5 Tips
Blogger Me Search Description kaise Enable Kare or Fayde in Hindi jankari
Favicon Kya hai Blog me Kaise Lagaye
Blogger Me Template kaise upload kare
Blogger Blog me Contact Form kaise Banaye Hindi Jankari
Facebook page Blog me Add kaise Kare Fayda jankari in Hindi
Blogger Blog me page kaise Banaye Aur Fayde Hindi Jankari


THE END

Friends me umid korta hu aapko is Article se Blogger Par Blog Banane ke bad kya kare iska bare me aapko jankari mil Gaya hoga aapko yea Article kasa laga muje Comment korka batiya or aapka koi question hai tho aap muje Comment korka puch sakta hai.

Tags:- Blogger par Blog Banane ke bad Kya Kare, blog banane ke bad Kya Kare, blogspot par blog Banane ke bad Kya Kare, Blogger Blog,

Post a Comment

0 Comments