Blogger Blog me Contact Form kaise Banaye hindi jankari

Blogger Blog me Contact Form kaise Banaye hindi jankari: Hello Friends is Article me aapko Blogger Blog me Contact Form kya hai, Blogger Blog me Contact Form kaise Banaye, insob ka bare me aapko Jan ne ko milega agr aap insob ka bare me jan Na chate hai tho aap is Article ko pura Read koria aapko insob ka bare me jankari mil jayga.



Blogger Blog me Contact Form kya hai

Blogger Blog me Contact Form kaise Banaye hindi jankari

Contact Form bohe hota hai jis se aapse koi contact kor sake jaise aapka Blog me Article Read korna ka liya koi aata hai tab usko Blog me Contact Form dikta hai tab Bo aapse kuch puch Na chata hai tho Bo aapse contact form se direct aapse contact kor sakta hai


Contact Form se usko aapse Contact korne ka liya use contact form ko fill korna porega usme uska Name, Email ID, message lakh kor send korna hoga send korna ka bad aapka Email ID me mail jayga blogger contact form ka

toraf se usme aapka Readers ne Jo fill korka send kya tha Bo sob likha hoga blogger Blog me Contact Form aap bohat asane se laga sakta hai iska alaba aap Contact form ko generated Bhi kor sakta hai internet se or Blog me laga sakta hai.

Blogger Blog me Contact Form kaise Banaye



Blogger Blog me Contact Form bana Na ka liya step by step folow kare.

1. Sobse pale aapko Blogger ka (Dashboard) me Jana hoga.

2. Iska bad (Layout) menu me click koria.

3. Iska bad (Add a gadget) por click koria.
Blogger Blog me Contact Form kaise Banaye hindi jankari

4. Uska bad (Contact form) me click koria.
Blogger Blog me Contact Form kaise Banaye hindi jankari

5. Uska bad (Save) por click koria.

6. Uska bad ( Save arrangement) por click koria.

7. Uska bad aapka Blogger Blog me Contact Form lag jayga.

8. Tho is Tara se Blogger Blog me Contact Form lagaya jata hai.
                            Articles
Blogger Blog me Page kaise banaye
Adsense Ads Blogger Blog me kaise Lagaya
Ads.Txt kya hai Google Adsense me Ads.Txt Fix kaise kare
DMCA kya hai? Blogger Blog me DMCA protection kaise Lagaya
HTTPS vs HTTPS kya hai

THE END

Friends me umid korta hu aapko is Article se kuch Sikh ne ko mila hoga jaise Blogger Blog me Contact Form kya hai, Blogger Blog me Contact Form kaise banaye, insob ka bare me aapko jankari mil gaya hoga aapko yea Article kasa laga muje comment korka batiya or aapka koi question hai tho aap muje comment korka puch sakta hai me pura kosish koruga aapka question ka answer Dana ka or is Article ko share Kore Facebook Twitter etc me.

Post a Comment

0 Comments