Google Analytics Account kaise Banaye Aur Blogger me Setup kaise kare

Google Analytics Account kaise Banaye Aur Blogger me Setup kaise kare: Hello Friends is Article me aapko Google Analytics ka bare me jan Na ko milega Agr aap Blogging korta hai or aapka Website hai tho aapko Google Analytics ka bare me jan Na bohat joruri hai Qki Google Analytics ka

Modat se aapka bohat se kam asan ho jata hai jaise Google Analytics aapka Blog Website ko Monitor korka aapko sob kuch Report data hai tho is Article me aapko Google Analytics ka bare me bohat kuch jan Na ko milega jaise


Google Analytics kya hai or Google Analytics Account kaise banaye iska alaba Google Analytics Blogger me Setup kaise kare or Google Analytics use kaise kare tho insob ka bare me jankari milega aapko Tho is Article ko fast lakor last tak acha Tara Read koria.

Google Analytics kya hai


Google Analytics Google ka he Product hai yea isko aap Tool Bhi ka sakta hai iska Website hai or iska App Bhi aapko mil jayga yea Blog website ko Monitor korta hai or Aapko uska Report Screen me show kora ka dika ta hai jaise aapka Website me Traffic kitna aaroha hai
Google Analytics Account kaise Banaye Aur Blogger me Setup kaise kare

7days me kitna traffic aaya hai months me kitna traffic aaya hai pure All time me kitna traffic aaya hai or yea Traffic kaha se aaroha hai kis Country se aaroha hai iska alaba organic se, Direct se, Social se, kitna Traffic aaroha hai


check kor sakta hai konse keyword pe search korka traffic Website me aaroha hai yea Traffic Mobile se desktop se kis se Jada aaroha hai check kor sakta hai konse Browser se aaroha hai check kor sakta hai aapka Website me new user kitne aaroha hai or old user kitne aaroha hai check kor sakta hai Bounce rate ka bare me report dak sakta hai

visitor kitna dar tak aapka Website me rahata hai time dak sakta hai aabhi aapka Website me kitna visitor hai dak sakta hai pure website ka Data aapko mil jayga or Bhi kohe sare Features hai


Google Analytics me Jo inko aap use kor sakta hai yea sob Report aap Google Analytics me tabi dak sakta hai jab aap Google Analytics me Account bana kor tracking ID ko aapna Website me lagayan ga tab dak Sakta hai.

Google Analytics Account kaise Banaye


Google Analytics me bohat asane se Account bana sakta hai Account bana Na ka liya step by step follow kore.

1. Sobse Phale aap Browser me jakor (Google Analytics) lakh kor search koria.

2. Iska bad Google Analytics website mil jayga usme click korka website me jaiya.
Google Analytics Account kaise Banaye Aur Blogger me Setup kaise kare

3. Uska bad (Sign up) por click koria.
Google Analytics Account kaise Banaye Aur Blogger me Setup kaise kare

4. Uska bad new page open hoga usme aapko Form fill korna porega usme (Account name) me aapna Name type koria, ( Website name) me Aapka Website ka name type koria, ( Website URL) me aapka Website ka URL Type koria ( Industry Category) me aapna website ka Category select koria jaise


health, fashion, etc agr unme se aapka koi Category nahe hai tho aap Other select koria, (Reporting time zone) me aapka Country select koria, iska bad page ka last me jakor (Get Tracking ID) por click koria.

5. Iska bad terms ka box me Tick koria or terms data protection ka box me Tick koria or last me (I agree) me click koria.

6. Iska bad Tracking ID mil jayga (Tracking ID) ko copy koria or niche (HTML code) ko Copy koria.

7. Uska bad Google Analytics me Aapka Account bon jayga.

Google Analytics Blogger me Setup kaise kare


Google Analytics Blogger me aap bohat asane ne se set up kor sakta hai set up korna ka liya step by step follow kore.

1. Sobse Phale aap Blogger ka (Dashboard) me jaiya.

2. Uska bad (Seating) por click koria.
Google Analytics Account kaise Banaye Aur Blogger me Setup kaise kare

3. Uska bad (Other) por click koria.

4. Iska bad (Google Analytics Web Property ID) ka pas Kali box milega usme aapna  Jo Tracking ID copy kiya tha usko iha pe paste koria.

5. Uska bad (Save Seating) por click koria.

6. Uska bad (Theme) por click koria.

7. Uska bad (Edit HTML) por click koria or (head) ka niche Jo aapna HTML code copy kiya tha usko iha pe paste koria or Save koria.

8. Iska bad Google Analytics blogger me setup ho jayga.

Google Analytics use kaise kare


Jab aap Google Analytics account ka sath aapna website ko jur dayga tab aap Google Analytics ka use kor sakta hai Tho use korna ka liya Google Analytics me jaiya uska bad Realtime me click koria overview por click koria usme aap Active user ko dak sakta hai 


is boqt Jo visitor aapka Website me Active hai unko dak sakta hai iska bad location por click korka uska location ka bare me pata kor sakta hai kis Country se aaya hai use Tara Traffic Sources por click kor ka dak sakta hai 

Content por click korka dak sakta hai Events por click kor ka dak sakta hai ak ak korka sob me click korka aapna Website ka Data check kor sakta hai.

                            Articles


THE END

Friends me umid korta hu aapko is Article se Google Analytics Account kaise banaye iska ka bare jankari mil gaya hoga aapko yea Article kasa laga muje comment korka batiya or aapka koi question hai tho aap muje comment korka puch sakta hai or is Article ko share jorur kore.



Tags: Google Analytics,
Google Analytics kya hai,
What is Google Analytics Hindi,
Google Analytics blogger me add kaise kare,
Blog ka liya Google Analytics Account kaise banaye,
What is Google analytics in Hindi,
Google analytics Kya hota hai,
Google analytics in Hindi,

Post a Comment

0 Comments