Google Photos kya hai use kaise kare save kaise kare or benefits hindi jankari

Google Photos kya hai use kaise kare save kaise kare or benefits hindi jankari: Helo friends aapko is article me Google photos ka bare me  Janna ko milega jaise Google photos kya hai use kaise kare save kaise kare or iska benefits kya hai insob ka bare me pata chole ga agr aapko insob ka bare me pata nahe hai tho aap is article ko read koria aapko Google photos ka bare me pata chola ga.

Google Photos kya hai



Online Internet ka duniya me sob kuch online ho raha hai isme Google photos Bhi 1 hai Google photos Google ka he product hai isme aap online pictures save kor sakta hai or yea safe or Secure hai ham aapna pictures ko phone me iya computer me save korka rakta hai magr kohi bar hamara phone iya
Google Photos kya hai use kaise kare save kaise kare or benefits hindi jankari

computer karp ho jata hai iska boje sa ham ne jo pictures save kya tha Bo sob delete ho jata hai is se hame bohat taklif hota hai agr aap Google photos me aapna pictures save korka rakta ho tho agr aapka phone iya computer karp


Bhi ho jata hai tho aap dusre phone iya computer se use recover kor Sakta hai or aapna pictures dak sakta hai aapna email ID se access kor sakta hai tho aapko Google photos kya hai iska bare me pata chol gaya hoga.
Read now:-Google Duo kya hai

Google photos use kaise kare



Google photos aap phone computer laptop tablet insob me aap use kor sakta hai use korna ka liya aapka pas email ID hona chaiya agr aapka email ID nahe hai tho aap banalo email ID ka alaba Bhi aap Google photos ka use kor sakta hai magr aap Jo pictures Google photos me save koro ga Bo sirf aapna phone iya computer me roha ga agr aapka phone iya computer karp ho gaya tho aap use access nahe kor sakta hai tho islia email ID joruri hai.
Read now:-Google Drive kya hai

Google photos computer or phone me use kaise kare



Me aapko batuga Google photos computer or phone me kaise use kor sakta hai

Computer

Computer me Google photos use korna ka liya aapko Google photos ka website me Jana hoga Jane ka bad usme Gmail ID se login korna hoga uska bad use kor sakta hai.


Android phone

Android phone me Google photos use korna ka liya iska ap install korna hoga

Yea ap aapko Google play store me mil jayga baha se install korna ka bad aap Google photos ka use Android phone me kor sakta hai.
Read:-Google maps me aapna Ghar iya dukan add kaise kare

Google photos Android phone me save kaise kare


Google photos Android phone me save korna ka liya aapko kya korna hoga setp by step batuga aap use follow kare.

Step 1. Google play store me jaiya Jane ka bad Google photos ap ko install kare.

2. Iska bad usko open kore.

3. Open hona ka bad Gmail ID se login kare.

4. Uska bad aap phone ka gallery me jaiya Jane ka bad Jo pictures save korna chate hai usko select kare.

5. Uska bad Share por click kare click korna ka bad aapko Google photos ka option dika ga usme click kare.

6. Iska bad aap high quality por click kare.

7. Iska bad upload por click kare aapka pictures Google photos me save ho jayga.
Read kore:-Google Assistant kya hai

Google photos computer me save kaise kare


Computer me save korna ka liya aapko browser me jakor (photos. Google.com) lakh kor search koria iska bad Gmail ID se login koria korna ka bad aap Google photos me pictures save Kor sakta hai.

Read kore:-Digital signature kya hai

Google photos ka benefits kya hai


Google photos me pictures save korna sa aapko bohat benefits hoga agr aapna Google photos me aapna pictures save kya hai tho agr aapka phone computer karp Bhi ho Jay fir Bhi aap us pictures ko recover kor sakta hai dusre phone iya computer se iska alaba pictures ko aap Google photos aapna friends ko share kor sakta hai or Google photos me aap folder bana ka rakh sakta hai or Bhi kohe Sara benefits hota hai tho aapko samj me aagaya hoga Google photos ka benefits kya hai.

THE END

Friends aapko yea article kasa laga niche comment koria or share koria Facebook Twitter me.



Tags: Google photos kya hai
Google photos me photo save kaise kare 
What is Google photos
Google me photo kaise save kare
Gmail me photo kaise save kare

Post a Comment

0 Comments