Debit Card Aur Credit Card Kya hai? Debit Card Aur Credit Card Mein Kya Fark hai

Bank Account Aajkol sobka pas hota hai qki Bank Account ka jorurot sob ko porta hai tho use Tara Debit Card ka bhi jorurot porta hai Debit Card Aajkol Jada Tor logo ka pas hota hai magr Credit Card sobke pas nahe hota hai tho is Article me aapko Debit Card Aur Credit Card ka bare me Jan na ko milega jaise Debit Card Aur Credit Card Kya hai (What is Debit Card And Credit Card in Hindi), Debit Card ke Prakar, Debit Card Kaise Banaye, Debit Card ke Fayde, Debit Card Aur Credit Card Mein Kya Fark hai, insob ka bare me Jan na ko milega agr aap insob ke bare me Jan na chate hai tho aap is Article ko Pura Read koria aapko Debit Card Aur Credit Card Kya hota hai iska bare me jankari milega.



Debit Card Kya hai - What is Debit Card in Hindi

Debit Card Aur Credit Card Kya hai

Debit Card ak Card hota hai Jo aapka Bank Account ka sath jura huya hota hai Bank me new Account bana te boqt Debit Card Diya jata hai thaki Customer aapna jorurot ka hisab se iska istemall kor sake agr aapka Bank Account ka sath Debit Card nahe Diya Gaya tho koi bath nahe isko aap bad me bhi bana sakta hai Debit Card ko ATM Card bhi bola jata hai Debit Card ke samne 16 Digit ka Number hota hai Jo aapka Debit Card ka number hota hai or isme month/year ka date bhi likha hota hai kitne year thak debit Card Valid rohega iska date likha hota hai


 or Debit Card ke piche 3 Digit ka Number hota hai usko CVV number bola jata hai Debit Card se ATM Machine se paise nikala jata hai kisi bhi Bank ka ATM se paise nikal sakta hai jab Tak aapka Bank Account me paise rohega tabtak Debit Card se ATM me se paise nikal sakta hai magr Debit Card se ATM se paise nikal ne ka liya 4 Digit PIN number ka jorurot porega yea PIN number Debit Card ke sath Diya jata hai Agr nahe Diya jata hai tho PIN number Generate

 korna porega iska bad debit card ka use kor sakta hai Debit Card ka use korka jab paise nikala ge tab register number me sms aata hai kitna paise nikale hai or kitna paise account me hai yea Sob likha hota hai iska alaba Shopping korna ka bad Debit Card se bill pay kor sakta hai uska alaba Debit Card se Mobile Recharge kor sakta hai online Bill payment kor sakta hai Wallet recharge kor sakta hai DTH Recharge kor sakta hai.

Debit Card ke Prakar - Types of Debit Card in Hindi


Debit Card ka kuch Prakar/Types bhi hota hai agr aap Debit Card ka use korta hai yea korna chate hai tho aapko uske Prakar ke bare me Jan na joruri hai.

• RuPay Debit Card
• Visa Debit Card
• Master Debit Card
• Maestro Debit Card
• Visa Electron Debit Card.


Debit Card Kaise Banaye



Debit Card jab aap kisi Bank me new Account bana te hai tab uske sath Debit Card Diya jata hai Agr aapka account ka sath Debit Card nahe Diya Gaya hai tho aap Debit Card online yea offline Bana sakta hai online Debit Card Apply kor sakta hai jis Bank me Aapka Account hai us Bank ka official Website me jakor Debit Card ka liya Apply kor sakta hai or bana sakta hai iska alaba offline Debit Card bana ne ka liya aapko aapna Bank me Jana hoga baha jaka Debit Card ka liya Apply korna porega Form ko fill korka submit korna porega iska bad debit card bon Jane ka bad aapka Address me Debit Card baj Diya jayga.

Debit Card ke Fayde - Advantages of Debit Card in Hindi


Debit Card ke bohat se Fayde hota hai iska bare me aapko Jan ne ko milega.

• Debit Card ka istemall korka kobi bhi aap ATM se paise nikal sakta hai kisi bhi Bank ka ATM se nikal sakta hai.

• Debit Card ka use korka Shopping Mall yea Hotel me swap machine ka Dara bill pay kor sakta hai.

• Debit Card ko kohe bhi la ja sakta hai or jorurot porne por paise nikal sakta hai jab hame kohe Bahar jana hota hai tab Debit Card ko sath le ja sakta hai.

• Debit Card ka istemall korka online shopping kiya ja sakta hai kohe bar hame online me kisi product Acha lagta hai tab Debit Card use korka us product ko korid sakta hai.

• Debit Card se jab kisi Tara ka bill pay korte hai tab jaldi transaction ho jata hai jaldi process korta hai.

Credit Card Kya hai - What is Credit Card in Hindi



Credit Card ak Card hota hai Credit Card kisi bhi Account ka sath jura huya nahe hota hai yea Bank Se jura huya hota hai is se paise transfer yea kisi bhi Tara ka bill pay kor sakta hai Shopping korta boqt uska use kor sakta hai Credit Card ka kuch Limit hota hai use limit se paise korch kor sakta hai Credit Card ka use kisi bhi jaga me kor sakta hai Credit Card ka use korne ka bad Bank ko Charges Dana porta hai Credit Card ak Tara se Bank Se loan pe Tor Diya jata hai bad me loan chuka dayga use Tor por iska bad Bank ka intereste ka hisab se kuch Charges Dana hota hai Credit Card se online kisi Tara ka payment kor sakta hai.

Debit Card Aur Credit Card Mein Kya Fark hai - Difference Between Debit Card And Credit Card in Hindi


Debit Card Aur Credit Card ka kuch Fark bhi hota hai iska bare me aapko Jan ne ko milega.


• Debit Card bana na ka liya kisi bhi Bank me Account hona joruri hota hai iska bad debit card bana sakta hai magr Credit Card Bina Bank Account ka bana sakta hai Credit Card bana ne ka liya bank account ka jorurot nahe porta hai.

• Debit Card se Jo shopping korta hai yea bill pay or Money Transfer korta hai bo aapka Bank Account se paise Kat ta hai magr Credit Card se Jo shopping, Bill pay, Money Transfer korta hai bo Bank se udar ka Tor liya hota hai Jo bad me bank ko Dana porta hai.

• Credit Card se Bank na jitna paise korch korne ja limit Diya hai utna he paise korch kor sakta hai magr Debit Card se aapka Account me jabtak paise tab Tak paise korch kor sakta hai.

• jabtak aapka Bank Account me Balance hai tabtak aap Debit Card se paise nikal sakta hai yea korch kor sakta hai magr Credit Card me Aapka Account me paise nahe hai fir bhi paise korch kor sakta hai.

• Debit Card aapka Bank Account ka sath jura huya hota hai magr Credit Card aapka Bank Account ka sath jura huya nahe hota hai.

                                Articles

KYC Kya hai? KYC Full Form And KYC Document Kya hai Hindi
UBI Bank EMV Visa Debit Card PIN Generate kaise kare
Mobile Banking Kya hai Aur Mobile Banking kaise kare - What is Mobile Banking in Hindi
IFSC Code kya hai? IFSC Code Kaise Pata Kare
Internet Banking Kya hai

THE END

Friends me umid korta hu aapko is Article se Debit Card Aur Credit Card ka bare me pata chol Gaya hoga jaise Debit Card Aur Credit Card Kya hai (What is Debit Card And Credit Card in Hindi), Debit Card ke Prakar, Debit Card Kaise Banaye, Debit Card ke Fayde, Debit Card Aur Credit Card Mein Kya Fark hai, insob ke bare me aapko jankari mil Gaya hoga aapko yea Article kasa laga muje Comment korka batiya or aapka koi question hai tho aap muje Comment korka puch sakta hai.

Tags:- Debit Card, Credit Card, debit card Kya hai, credit Card Kya hai, Bank, Banking, Debit Card use kaise kare, credit card use kaise kare, debit Card vs credit Card, debit Card Aur credit Card,

Post a Comment

0 Comments