OTG Cable kya hai? OTG Full Form - What is OTG Cable in Hindi

Smartphone device ka aap use tho jorur korta honge smartphone hamare jindagi ka ak hisa bon chuka hai Chahe smartphone ka use korka koi kaam korna ho yea isme video dakna ho yea music sun na ho yea internet me kuch dund ho ase he bohat se kamo me Smartphone ka jorurot porta hai agr aapka pas smartphone hai tho aapna OTG Cable ka nam tho jorur hoga agr nahe suna hai tho is Article me aapko OTG Cable ke bare me information milega jaise OTG Cable kya hai (What is OTG Cable in Hindi), Kaise Check kare Smartphone OTG Support karta hai ya nahi, OTG Cable ke Upyog, OTG Cable ke Fayde, or iska sath OTG Cable ka Full Form ke bare me aapko Jan ne ko milega agr aap insob ke bare me Jan na chate hai tho aap is Article ko Pura Read koria aapko OTG Cable kya hai iska bare me jankari mil jayga.




OTG Cable kya hai (What is OTG Cable in Hindi)

OTG Cable Kya hai

OTG ka Full Form ( On The Go) hota hai OTG ka use korka ak Device ka sath Dusre device connect kiya ja sakta hai jis smartphone me OTG Support karta hai use smartphone me OTG Cable ka use korka ak Phone device ka sath durse Phone device me connect kiya ja sakta hai iska alaba bohat se kamo me OTG Cable ka use kiya jata hai Jaise OTG Cable ka use korka Smartphone me Pendrive ko connect kiya ja sakta hai is se pendrive ko Access kiya ja sakta hai uske file folder ko access kor sakta hai iska alaba smartphone me Keyboard


Mouse ko connect korka insob ka use kiya ja sakta hai jaise Computer ka sath Keyboard Mouse connect korka Command Diya jata hai or computer use hisab se kisi kaam ko Pura korta hai use Tara OTG Cable ka use korka aapna smartphone me connect korka uska istemall kiya ja sakta hai agr aapka pas Card Reader hai tho usko bhi aapna smartphone ka sath connect kor sakta hai or uska istemall kor sakta hai 
or bhi kohe sare device o me OTG Cable ka use kiya jata hai OTG Cable Bohat useful Cable hota hai.

Kaise Check Kare Smartphone OTG Support Karta hai ya Nahi



Aapka smartphone me OTG Feature Support korta hai ya Nahi yea Jan na bohat joruri hai kisi kisi smartphone me OTG Support nahe korta hai magr abhi ka letest smartphone me OTG Support jorur korta hai fir bhi aapka smartphone me OTG Support Karta hai yea Nahi yea Jan na bohat joruri hota hai Smartphone me OTG Support korta hai yea nahe yea Jan na bohat asan hai.

• Aapna smartphone ka andor check korka Dak sakta hai sobi option me jakor check kor sakta hai kohe par OTG likha huya hai kiya.

• iska alaba Smartphone me OTG Support Karta hai yea nahe check korna ka liya aap Google me jakor aapna Smartphone ka name or model lakh kor search korka kisi bhi website me jakor Aapna smartphone ka Features Dak sakta hai aapko pata chol jayga aapka smartphone me OTG Support Karta hai yea nahe.

OTG Cable ke Upyog


Bohat sare device o OTG Cable ke Upyog kiya jata hai iha aapko kuch ase Upyog ka bare me Jan ne ko milega jaise Ak Phone se Dusre Phone connect kor sakta hai, DSLR Camera, Game Controller, Keyboard, mouse, insob ka bare details me Jan ne ko milega.

1. Ak Phone se Dusre Phone connect kiya ja sakta hai

OTG Cable ka use korka ak phone ka sath durse phone ko connect kiya ja sakta hai or phone ko charging bhi kiya ja sakta hai phone me charging ka jorurot sob ko porta hai agr aap kisi jaga travel korna Gaye hai or phone ka charge kotam ho Jaye tho Dusre Phone se charge kor sakta hai magr jis phone se aapna phone ko charge korenga uske battery Capacity Tora Jada hona chiya.

2. DSLR Camera ko Smartphone se Connect kor sakta hai

Agr aapka pas Camera hai tho aap ise OTG Cable ka istemall korka aapna Smartphone ka sath connect kor sakta hai or iske data ko access yea transfer kor sakta hai jaise video, images.

3. Game Controller ko Smartphone ke sath Connect kor sakta hai


Agr aap video game khel te hai or game khel ne me Jada intereste hai tho aap Game Controller ko OTG Cable ka istemall korka aapna Smartphone ka sath connect korka game khel ne ka moja le sakta hai iska sobse Jada yea Fayda hota hai ki agr aapka smartphone ke Touch me koi problem hai tho or game khel nahe pa rohe hai tho aap Game Controller ka use korka Bohat aasa ne se game khel sakta hai.

4. Keyboard ko Connect kor sakta hai

OTG Cable ka istemall korka Smartphone ka sath Keyboard ko Connect kor sakta hai or Keyboard me Typing kor sakta hai Keyboard me Jo Typing korenga bo smartphone ka screen me dikai dayga.

5. Mouse ko Smartphone ka sath Connect kiya ja sakta 

Mouse ko smartphone ka sath jura ja sakta hai or mouse se Aapna smartphone me kisi Tara ka kaam kor sakta hai agr aapka smartphone ka touch screen kaam nahe kor raha hai tab mouse ka istemall korka kaam kor sakta hai.

OTG Cable ke Fayde



OTG Cable ka bohat sare Fayde hota hai iske bare me aapko Jan ne ko milega.

• Smartphone ka sath USB Fan ko Connect kor ka iska istemall kor sakta hai.

• Smartphone ke sath USB Light ko Connect kor sakta hai Agr night me aap kisi Tara ka kaam kor rohe hai tab agr karent chola Jaye tab iska istemall kor sakta hai.

• OTG Cable ka istemall korka Smartphone ka sath hard disk connect kiya ja sakta hai or uske file access bhi kor sakta hai.

• OTG Cable ka use korka aapna Smartphone ka sath High Quality Profssional MicroPhone  connect kor sakta hai or Acha Quality ka Audio Recording kor sakta hai.

• USB Pen drive smartphone ka sath connect kor sakta hai or files ko Access kiya ja sakta hai.

                                 Articles

USB kya hai Aur USB Full Form - What is USB in Hindi
Keyboard Kya hai? Keyboard ke Prakar - What is Keyboard in Hindi
DSLR Camera Kya hai Aur DSLR VS SLR in Hindi
Data Entry Kya hai Aur Data Entry Operator Kaise Bane
Hard Disk Kya hai? iske Prakar Aur SSD Kya hai in Hindi


THE END

Friends me umid korta hu aapko is Article se OTG Cable Kya hota hai is ka bare me information mil Gaya hoga jaise OTG Cable kya hai (What is OTG Cable in Hindi), Kaise Check kare Smartphone OTG Support karta hai ya Nahi, OTG Cable ke Upyog, OTG Cable ke Fayde, insob ke bare me aapko jankari mil Gaya hoga aapko yea Article kasa laga muje Comment korka batiya or aapka koi question hai tho aap muje Comment korka puch sakta hai.




Tags:- OTG Cable Kya hai, OTG Kya hai, OTG Cable meaning in Hindi, OTG Cable uses in hindi, Advantage of OTG Cable in Hindi, OTG Cable in Hindi, OTG ka Full Form in Hindi, OTG ka Hindi, OTG Cable Kya hai Hindi, OTG full form in Hindi,

Post a Comment

0 Comments